Twitter

Follow palashbiswaskl on Twitter

Monday, January 10, 2011

Fwd: [Right to Education] JAI MATA DI Sabhi abhibhaavkno se anurodh hai ki...



---------- Forwarded message ----------
From: Atul Tyagi <notification+kr4marbae4mn@facebookmail.com>
Date: Mon, Jan 10, 2011 at 11:56 AM
Subject: [Right to Education] JAI MATA DI Sabhi abhibhaavkno se anurodh hai ki...
To: Palash Biswas <palashbiswaskl@gmail.com>


JAI MATA DI  Sabhi abhibhaavkno se anurodh hai ki we apne bachhno ko pyaar dene ke chakkar mein kuch vyvhaarik aur anushaasan se sambandhit batein bhoolte ja rahe hain. Yadi aaj apne bachhno ke charitra ka nirmaan achha karoge to kal ki pidhi bhi anushaasit hogi. Jeevan mein anushaasan hona bahoot jaroori hai.  Isi liye bade bade raja bhi apne bachhno ko 10-12 saal ke baad shiksha aur jevan ko jeene ki kala sikhane ke liye aashram mein rishiyno ke paas bhejte they. Jis se ki unke bachhey badno ka aadar karna, jeevan mein har cheez aur sambandhno ki importance samjh sake.  Aaj ke bachhno mein uski khasi kami hai. Kewal mata-pita ka aadar wanhi tak hai janha tak bachhno ki jaroorat poori ho. Uske baad mata-pita ki koi puch nahi hai. Aur mata-pita bhi yahi samjhte hain ki humne bachhno ko achha khana-peena aur rehan-sahan de diya hai to sab kuch kar diya hai. Apne bachhno ko kewal school ki shiksha ke sahare na chode. Unhe samajik shiksha bhi deni jaroori hai jo aaj ke samay mein kewal mata-pita hi de sakte hain. Kyno ki school ke teachers ke pass itna time nahi hota hai.  Aaj bachhno ki neev majboot hogi to kal wahi bachhey apne mata-pita aur apne desh ke liye kuch achha soch aur kar sakte hain.  JAI HIND...JAI BHARAT...
Atul Tyagi 11:56am Jan 10
JAI MATA DI

Sabhi abhibhaavkno se anurodh hai ki we apne bachhno ko pyaar dene ke chakkar mein kuch vyvhaarik aur anushaasan se sambandhit batein bhoolte ja rahe hain. Yadi aaj apne bachhno ke charitra ka nirmaan achha karoge to kal ki pidhi bhi anushaasit hogi. Jeevan mein anushaasan hona bahoot jaroori hai.

Isi liye bade bade raja bhi apne bachhno ko 10-12 saal ke baad shiksha aur jevan ko jeene ki kala sikhane ke liye aashram mein rishiyno ke paas bhejte they. Jis se ki unke bachhey badno ka aadar karna, jeevan mein har cheez aur sambandhno ki importance samjh sake.

Aaj ke bachhno mein uski khasi kami hai. Kewal mata-pita ka aadar wanhi tak hai janha tak bachhno ki jaroorat poori ho. Uske baad mata-pita ki koi puch nahi hai. Aur mata-pita bhi yahi samjhte hain ki humne bachhno ko achha khana-peena aur rehan-sahan de diya hai to sab kuch kar diya hai. Apne bachhno ko kewal school ki shiksha ke sahare na chode. Unhe samajik shiksha bhi deni jaroori hai jo aaj ke samay mein kewal mata-pita hi de sakte hain. Kyno ki school ke teachers ke pass itna time nahi hota hai.

Aaj bachhno ki neev majboot hogi to kal wahi bachhey apne mata-pita aur apne desh ke liye kuch achha soch aur kar sakte hain.

JAI HIND...JAI BHARAT...

View Post on Facebook · Edit Email Settings · Reply to this email to add a comment.



--
Palash Biswas
Pl Read:
http://nandigramunited-banga.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Welcome

Website counter

Followers

Blog Archive

Contributors